Tum ko kuch kehna chaha lekin tum ny kuch poucha hi nahi...
Tum ko kuch batana chaha lekin tum ny kuch suna hi nahi...
Tum ko nazrein utha kar dekha lekin tum ny dekha hi nahi...
Tum meri zindagi main aaye lekin tum ko pata hi nahi...
Tum ko kuch dena chaha lekin tum ny kuch manga hi nahi...
Tum ko rokna chaha lekin tum ny mur kar dekha hi nahi...
Tum sy mene muhabbat ki lekin sub kuch samajh kar bhi kuch samjha hi nahi...