Praye ghar ki beti jal rahi hai, acha moka hai

Praye ghar ki beti jal rahi hai, acha moka hai...
Bhuja do piyaas sholon ki, kanastar daal do os par...

Sulagty wainn sun kar ab nahi bedaar hogi wo...
Kahani so gai, phoolon ki chadar daal do os par...

Ik strature k pahiye ghoomty hain burn unit main...
Yeh manzar dhaanp do, acha sa manzar daal do os par...

No comments:

Post a Comment

please do not enter any spam link in the comment box...