Ek dost meri zindagi main aisa hai

Ek dost meri zindagi main aisa hai...
Muhabbaton ki tarha hai wafaon jesa hai...

Meri talash ki hadd os py khatam ho jaye...
Zameen par hai wo magar aasmaan kesa hai...