Wo shamar tha meri duaon ka

Wo shamar tha meri duaon ka...

Osy kis ny apna bana liya...

Meri neend kis ny ujaar di...

Mera khuwab kis ny chura liya...

Tujhe kya bataon ay dil nasheen...

Tere ishq main teri yaad main...

Kabhi guftagu rahi phool sy...

Kabhi chand chatt py bula liya...

Mere chaand hony ki hasartein...

Meri kushbu hony ki khawahishein...

Tu juda howa to youn laga...

Mene zindagi ko ganwa diya...