Hawa ban kar bikharny sy...
Tumhein kya farq parta hai...
Mere jeeny ya marny sy...
Tumein kya farq parta hai...
Tumhein to apni khushiyon sy zara fursat nahi milti...
Mere gham k ubhary sy...
Tumhein kya farq parta hai...
Teri yadon main hum roty rahy lekin...
Humary aisa karny sy tumhein kya farq parta hai...
Tumhare to pass rehty hain...
Hazaron chahny waly...
Mere hony na hony sy...
Tumhein kya farq parta hai...