Teri aaghosh main sar rakh k jo so jaon kabhi

Teri aaghosh main sar rakh k jo so jaon kabhi...
Kachi neendon main mujhe chhu k uthana na kabhi...
Khuwab main holy sy muskura k jo karwat badlon...
Apny khuwabon k talasim sy jagana na kabhi...
Tere dill main jo kisi aur ki chahat ubhray...
Bhool kar bhi mujhe ye baat batana na kabhi...
Ye nahi kehty k har lamha mujhe yaad rakhna...
Par hamesha k liye mujh ko bhulana na kabhi...