Ajeeb saaneha guzra hai mujh py aaj ki shaam

Ajeeb saaneha guzra hai mujh py aaj ki shaam...
Mein aaj sham tumhary hijar main udaas na tha...

Ab ek saal to yeh ek gham he kafi hai...
Tumhari salgirah par tumhary pass na tha...